Pal bhar thehar jao
Dil yeh sambhal jaaye
Kaise tumhein roka karoon
Meri taraf aata har gam fisal jaaye
Aankhon mein tumko bharoon
Bin bole baatein tumse karoon
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Behti rehti nahar nadiya si
Teri duniya meinMeri duniya hai teri chahaton mein
Main dhal jaati hoon teri adaton mein
Agar tum saath ho
Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ki baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Palkein jhapakte hi din yeh nikal jaaye Baithi baithi bhaagi phiroon
Meri taraf aata har gam fisal jaaye
Aankhon mein tumko bharoon
Bin bole baatein tumse karoon
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ki baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Dil yeh sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam fisal jaaye
Agar tum saath ho
Dil yeh nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam fisal jaaye