bheegee-bheegee sadkon pe main tera intazaar karoon
dheere-dheere dil kee zameen ko tere hee naam karoon
khud ko main yoon kho doon ke phir naa kabhi paaoon
haule-haule zindagi ko ab tere hawale karoon
sanam re, sanam re, too mera sanam hua re
sanam re, sanam re, too mera sanam hua re
karam re, karam re, tera mujh pe karam hua re
sanam re, sanam re, too mera sanam hua re
tere kareeb jo hone lagaa hoon to toote saare bharam re
sanam re, sanam re, too mera sanam hua re
sanam re, sanam re, too mera sanam hua re
baadlon kee tarah hee to tune mujh pe saaya kiya hai
baarishon kee tarah hee to tune khushiyon se bhigaayaa hai
aandhiyon kee tarah hee to tune hosh ko udaaya hai
mera muqadar sanvaara hai yoon naya savera jo laayaa hai too
tere sang hee bitaane hain mujko mere saare janam re
sanam re (sanam re), sanam re (sanam re)
too mera sanam hua re
sanam re (sanam re), sanam re (sanam re)
too mera sanam hua re
karam re (karam re), karam re (karam re)
tera mujh pe karam hua re (mujh pe karam hua re)
sanam re, sanam re (sanam re), too mera sanam hua re
mere sanam re, mera hua re
tera karam re mujh pe hua ye
mere sanam re, mera hua re
tera karam re mujh pe hua ye